Sunday, 12 April 2015

woh mil jaate hain..............

woh mil jaate hain kahani ban kar,

dil me bas jaate hain nishani ban kar,

jinhe hum rakhte hain apni aankhon me

kyun nikal jaate hain wo pani ban kar....

0 comments:

Post a Comment